969 Views

Me aapko present babaji ki ek story bhej
raha hu
,,,yeh kahani 10 april ,2010,,sunday ki hai,
es din mohali satsang ghar
me babaji ka satsang
tha…bahut garmi ka din
tha, sangat anuman se
jyada pahuchi thi,satsang
shuru hone hi vala tha, tabhi
jab ek documentry film
dikhai jati hai,,,,,(nanhi
beti ko jivan ka varh do) is
se kuch minutes pahle hi ek
annocement hui
thi, shayad aap me se jo is
satsang me shamil the
unhone ye suni
hogi,,,announce ment me bola gaya tha ki
koi bhai car parking me ek
gaadi [vehicle] hai jiska
modal ,no,or colour yeh
hai,apni gaadi khadi kar ke
aaya hai, jisme koi ek
saal ka baccha so ke utha hai
or ro raha hai,,to sabhi yeh
sunkar soch rahe the ki
eese bhi maa-baap hote jo
apne bache ki parvah nahi karte…kese maa-baap
hai ye….
jab baad me enquiry hui to
ek couple ne bataya
ki ye hamara hi baccha hai…ham log ludhiana ke
rahne vale hai…or america
me rahte hai, ham log
babaji ke satsang ke liye special chutiyaan [holidays]
lekar aaye hai,,,do din pehle hi hamare bacche ki
tabiyat jyada kharab ho
gai,or humne use PGI
chandigarh ke hospital me dakhil karva
diya, waha uski death ho
gai..jiska hamare paas
death-certifica ­te bhi
hai,, hum hospital se seedha yaha dere me aa gaye
,,,socha jo hona tha woh
to ho hi gaya, par hum
baba ji darshan jarur
karenge, apne dil par
pathar rakh kar satsang me
aa gaye,,,hamare aankon se aasu band nahi ho rahe the ki achanak ek announcement suni aur hum waha chale gaye…… par us kul-malik ki
raza ko kaun janta hai
jin hone us death
certificate ko jhootha kar
diya,,,or bacha car ki pichli
seat par kitne time se leta
ro raha thaa,,,,,ye hai hamare babaji ki daya , hum kitna bhi uska dhanaywad kare utna kam hai…wo to ham sub per bahot daya karte hai per humme pehchanne ki jarurat hai
,,,,, eese hai hamare
satguru,,,, baksh le
maalik,,,
tu mera rakha sabhni
thai….